Om Jai Jagdeesh - Aarti Lyrics - Salman Khan | Amitabh Bachchan | Hema Malini | Sneha Pant | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Om jai jagdeesh - aarti song is from Baghban (2003) and it is sung by Sneha Pant and Udit Narayan.It stars Salman Khan, Amitabh Bachchan, Hema Malini and Mahima Choudhary in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Aadesh Shrivastava. It is produced by B.R. Chopra. This song was released on 03 Oct 2003.
Lyrics
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare
tum ho ek agochar sabke praan pati
svaami sabke praan pati
kis vidhi miloo daya main
kis vidhi miloo daya main tumko main kumati
om jai jagdish hare
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan main door kare om jai jagdish hare
maat pitaa tum mere sharan gahu main kiski
prabhu sharan gahu main kiski
tum bin aur na duja, prabhu bin aur na duja
aas karu main jiski, om jai jagdish hare
om jai jagdish hare, svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare
lyrics typed by: pournima gujar