Aah, aah, aah, aah aahAah aah, aahAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota haiAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota haiAye dil, koi pehchaana nahinKisi ne yeh maana nahinKisi ne yeh jaana nahinKisi ko bataana nahinDard chhupa hai kahanAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota haiO, hey, ehTune mujhse vafaa nahin kiTujhko kaise vafaa milegiTune mujhko dard diya haiTujhko kaise davaa milegiSeene mein uthte hai armaan aiseDariya mein aate hai toofan jaiseKabhi kabhi khud hi maajhiKashti ko dubota haiAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta hai
Andar koi rota haiKaante chunkar tera daamanPhoolon se main bhar jaaoongaIsse badi sazaa kya hogiMaaf tujhe main kar jaaoongaAa, eh aahHogi kisi ko pehchaan kaisePyaar mein hote hain purbaan kaiseHumko yeh maaloom na thaPyaar bhi ek samjhauta haiAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota haiAye dil, koi pehchaana nahinKisi ne yeh maana nahinKisi ne yeh jaana nahinKisi ko bataana nahinDard chhupa hai kahanAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota haiAye dil, dil ki duniya meinAisa haal bhi hota haiBaahar koi hansta haiAndar koi rota hai.