Oh Jaaniya Lyrics - Arijit Singh | Shreya Ghoshal
in Albums
Watch the Video
Song Information
Oh jaaniya song is from Hindi Songs (2017) and it is sung by Arijit Singh and Shreya Ghoshal. This song is penned by Irfan Siddiqui and composed by Salim-Sulaiman. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Soch mein hun zara Ye kya ho gaya Lagg rahan hai mujhe Sab naya naya
Oh jaaniya haal yeh kaisa hai Ishq ke jaisa hai Tune mujhe kya kar diya
Chidd gaya aap hi tu wo saaz hain Khul gaya aap hi tu wo raaz hain
Oh jaaniya haal ye kaisa hai Ishq ke jaisa hai Thune mujhe kya kar diya
Jaise honton pe halki si Aayi hai hasi lekin Aankhe ye geeli ho Tu hai woh aansu jaaniya
Ho waise nadan hu Hairan hu thoda pareshaan hun Samjhao kya khud ko Hans do ya rau du jaaniya
Haan jaagi in khwahishon ko Kaise main sulaun jaaniya Haan jo bhi ho rahan hai Kaise main chupao jaaniya
Oh jaaniya.. Haal ye kaisa hai Ishq ke jaisa hai Thune mujhe kya kar diya