O yaara song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anwar Ali, F.K. Rattonsey. This song was released on 04 Oct 1987.
O yaara tu pyaaron se hain pyaara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara
Mera hain mera hi rahega dildaara
Main toh yeh kahunga
Paaya jag saara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara


Yeh kya kiya machale jiya
Lab pe hansi hain
Dil mein khushi hain
Phir bhi kami hain thodi si
Dil ki lagi hain waise bujhi hain
Phir bhi bach hain thodi se
Lab pe hansi hain
Dil mein khushi hain
Phir bhi kami hain thodi si
Dil ki lagi hain waise bujhi hain
Phir bhi bach hain thodi se
Mera hai mera hi rahega
Dildaara main toh yeh kahungi
Paaya jag saara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara


Tu hai jahaan dil hain yahaan
Apani wafaayein kitani jataayein
Kitani chhupaaye keh de na
Apani kahaani kitani chhupaaye
Kitani sunaaaye keh de na
Apani wafaayein kitani jataayein
Kitani chhupaaye keh de na
Apani kahaani kitani chhupaaye
Kitani sunaaaye keh de na
Mera hain mera hi rahega
Dildaara main toh yeh kahunga
Paaya jag saara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara
O yaara tu pyaaron se hain pyaara.