O Yaara Lyrics - Abdul Hannan | Jaffer Zaidi

2024 Coke Studio Pakistan

Lyrics

Kya bataaun,
In sawalon mein kab se
Yoon phasa hoon,
Raakh saare safe par likh raha hoonKya bataaun,
In sawalon mein kab se
Yoon phasa hoon,
Raakh saare safe par likh raha hoon
Fasane mein zindagi ke
Mann ko kaise aur kaise behlaun
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahoon par chhaya hai har qadamFasane mein zindagi ke
Mann ko kaise aur kaise behlaun
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahoon par chhaya hai har qadam
Yeh dhuan, saans lena hai sazaYeh dhuan, saans lena hai saza
Yeh wafa to, bazaar mein bikti
Ek chehra, haqiqatein dher saari
Kyun lage hain, khud ki khoj mein sab hi
Haal-e-dil mein ab kaise samjhaunYeh wafa to, bazaar mein bikti
Ek chehra, haqiqatein dher saari
Kyun lage hain, khud ki khoj mein sab hi
Haal-e-dil mein ab kaise samjhaun
Hai yeh uljhe dhaagon sa
Meri sochon ka jahan
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahoon par chhaya hai har qadamHai yeh uljhe dhaagon sa
Meri sochon ka jahan
Tukde kaanch ke bikhre zameen par
Chalna chahoon par chhaya hai har qadam
Yeh dhuan, saans lena hai sazaYeh dhuan, saans lena hai saza
Andar tere raaz kayi hain
Andar tere raaz kayi hain
Khud se jo mil paayegaAndar tere raaz kayi hain
Andar tere raaz kayi hain
Khud se jo mil paayega
Oh yaara,
Dil se jo sun paayega
Na chhod aas ki door ko
Sach toh saj jaaye ga
O yaara,
Phir toh sambhal jaayegaOh yaara,
Dil se jo sun paayega
Na chhod aas ki door ko
Sach toh saj jaaye ga
O yaara,
Phir toh sambhal jaayega