O Yaad Nahi Bhool Gaya Lyrics - Lamhe | Anupam Kher | Anil Kapoor | Waheeda Rehman | Lata Mangeshkar | Suresh Wadkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
O yaad nahi bhool gaya song is from Lamhe (1991) and it is sung by Lata Mangeshkar and Suresh Wadkar.It stars Anupam Kher, Anil Kapoor, Waheeda Rehman, Sridevi in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Shiv-Hari. It is produced by Yash Chopra. This song was released on 22 Nov 1991.
Lyrics
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Humko kisi ki bhi koi zaroorat nahi
Duniya mein is pyar se kuchh khoobsurat nahi
Le jaaye jaane hamein yeh tez dhara kahan
Humko to koi gham nahi dooba kinara kahan
Hai behta paani yeh zindgani
Iska bharosa hai kya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Hmm hmm khoye rahein
Hmm hmm ho ho soye rahein
Ho ho ho dhoondhe zamana hamein
Hum yoon hi khoye rahein
Armanon ki sej pe din raat soye rahein
Aao zara aur bhi nazdeek ho jayein hum
Ek doosre ki jawan baahon mein so jayein hum
Sapne hi sapne beech mein apne koi nahi doosra
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Humko kisi ki bhi koi zaroorat nahi
Duniya mein is pyar se kuchh khoobsurat nahi
Le jaaye jaane hamein yeh tez dhara kahan
Humko to koi gham nahi dooba kinara kahan
Hai behta paani yeh zindgani
Iska bharosa hai kya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Hmm hmm khoye rahein
Hmm hmm ho ho soye rahein
Ho ho ho dhoondhe zamana hamein
Hum yoon hi khoye rahein
Armanon ki sej pe din raat soye rahein
Aao zara aur bhi nazdeek ho jayein hum
Ek doosre ki jawan baahon mein so jayein hum
Sapne hi sapne beech mein apne koi nahi doosra
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hain sathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya