O mohe chhedo naa nand ke lala song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Yash Chopra. This song was released on 22 Nov 1991.
mohe chhedo naa
o mohe chhedo naa nand ke lala
ke mai hun brijbala
nahi main radha teri
mohe chhedo naa nand ke lala
ke mai hun brijbala
nahi main radha teri
mohe chhedo naa nand ke lala

kaahe pakad li meri kalaai
teri duhaai o krishna kanaahi
kaahe pakad li meri kalaai
teri duhaai krishna kanaahi
harjaai tu bansi wala,
ki mai hun brijbala nahi main radha teri
mohe chhedo naa nand ke lala

radha se hogi, radha se hogi
teri titholi
aankh micholi tum humjoli
holi mai yu mujhe kyon rang dala
ke mai hun brijbala nahi main radha teri
mohe chhedo naa nand ke lala
ke mai hun brijbala
nahi main radha teri
mohe chhedo naa nand ke lala