o shama mujhe phuk de mai na mai rahu, tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastur, yahi ishq ka hai dasturparvaane jaa hai ajab chalan yahaan jite ji apna milan qismat ko nahi manjur, qismat ko nahi manjurshaam se lekar roz sahar tak tere liye mai har raat jalishaam se lekar roz sahar tak tere liye mai har raat jalimaine to haay ye bhi na jaana kab din duba kab raat dhaliphir bhi hai milne se majbur, phir bhi hai milne se majburo shama mujhe phuk de mai na mai rahu, tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastur, yahi ishq ka hai dasturpatthar dil hai ye jagvaale jaane na koi mere dil ki jalan
patthar dil hai ye jagvaale jaane na koi mere dil ki jalanjabse hai janmi pyar ki duniya tujhko hai meri mujhe teri lagantum bin ye duniya benur, tum bin ye duniya benurparvaane jaa hai ajab chalan yahaan jite ji apna milan qismat ko nahi manjur, qismat ko nahi manjurhaay ri qismat adhi qismat dekh saki naa meri-teri khushihaay ri qismat adhi qismat dekh saki naa meri-teri khushihaay ri ulfat bebas ulfat ro ke thaki jal-jal ke maridil jo mile kiska tha qasur, dil jo mile kiska tha qasuro shama mujhe phuk de mai na mai rahu, tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastur, yahi ishq ka hai dasturparvaane jaa hai ajab chalan yahaan jite ji apna milan qismat ko nahi manjur, qismat ko nahi manjur