O Sanam Lyrics - Anuradha Paudwal

1997

Lyrics

O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
Ek teri meri raahein
Jab tak hain apni saanse
Ek teri meri raahein
Jab tak hain apni saanse
Tera saath na chhodenge hum
Tera saath na chhodenge hum
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam

Tere sang duniya kitani pyaari hain
Saanso mein khusboo tumhari hain
Tumhi ho khabo khayalo mein
Phir bhi jaani bekaraari hain
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam

Lamha lamha hume bata ta hain
Tera mera janmo ka naata hain
Ye jaan kar ye zamana bhi
Kyun har kadam aaj mata hain
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam

Ek teri meri raahein
Jab tak hain apni saanse
Ek teri meri raahein
Jab tak hain apni saanse
Tera saath na chhodenge hum
Tera saath na chhodenge hum
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam
O sanam o sanam
Humko hain rab ki kasam.