Dil kehta hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil kehta hai
Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo
Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo ho
Dil kehta hai…


Pyar bina hain suni suni
Aag ki galiyan
Mere mann mein khili hai
Pyaar ki kaliya
Meri umar ke aayi bahar
Mujhe tum pyar karo
Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo ho
Dil kehta hai…


Mera ghajra bhi mehake
Aur kangna bhi khanke
Mera aanchal udde aur
Bindiya hain chamek
Kehati hain paayal ki chhankar
Mujhe tum pyar karo
Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo ho
Dil kehta hai…


Mausam suhana dekho gaaye
Geet milanke
Koi mujhe bhi milvaye mere sajanse
Karoon mein bhi dullhan jaisa sringar
Mujhe tum pyar karo
Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo ho
Dil kehta hai…


Dil kehta hai dildaar
Mujhe tum pyaar karo
Ek baar nahi so baar
Mujhe tum pyaar karo ho
Dil kehta hai…