O ni sultaanaa re song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nasir Hussain. This song was released on 01 Jan 1969.
Ooo ooo ooo oooo oooo hooo
Hmmm hmmm
O ni sultana re pyaar ka mausam aaya
Ni sultana re pyaar ka mausam aaya
Are he re hari hari chhaaya
Bolo naa bolo mukh se
Gori chudi tumhaari bole
Yahi batiya sun sunake jiya mora dole
Ni sultana re pyaar ka mausam aaya


Balam babua bedardi savan aaya aaja
Balam babua bedardi savan aaya aaja
Mil jaye more sainya jab teri
Bainya phir ghani chhainya
Mai machal ke gaau
Sun ja karun baina jab mile
Chaina tab hanse naina
Jab tujhe mai paau
Piya mora jiya tujhi se laga
Oo jie koyi kaise aa yahi bata jaa
Haan haan balam babua
Bedardi savan aaya aaja
Balam babua bedardi savan aaya aaja
Balam babua bedardi savan aaya aaja


O ni sultana re pyaar ka mausam aaya
Ni sultana re pyaar ka mausam aaya
Are he re hari hari chhaaya
Bolo naa bolo mukh se
Gori chudi tumhaari bole
Yahi batiya sun sunake jiya mora dole
Hey ni sultana re pyaar ka mausam aaya
Balam babua bedardi savan aaya aaja
Savan aaya aaja savan aaya aaja
O ni sultana re
Ni sultana re ni sultana re.