O mere bichade balam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O mere bichade balam
O mere bichade balam
Tumhe kaisa diya gham
Lut gaye ham
In aasuo ki kasam
O mere bichade balam


Ek pal bhi na hame khushi ka mila
Jindagi se bata de hame kya mila
Ek pal bhi na hame khushi ka mila
Jindagi se bata de hame kya mila
Mujhpe tera ye sitam
Lut gaye ham
In aashuo ki kasam
O mere bichade balam


Tha yakin tu hame chhod sakta nahi
Tha yakin tu hame chhod sakta nahi
Dil hai anjuk kabhi todd sakta nahi
Tha yakin tu hame chhod sakta nahi
Dil hai anjuk kabhi todd sakta nahi
Kaisa tuta ye bharam
In aashuo ki kasam
O mere bichade balam


Hasrato ka chaman aaj lutne laga
Hasrato ka chaman aaj lutne laga
Ab to aaja ke dham mera ghutne laga
Hasrato ka chaman aaj lutne laga
Ab to aaja ke dham mera ghutne laga
Kahi dil na jaye tham
In aashuo ki kasam
O mere bichade balam
Tumhe kaisa diya gham
Lut gaye ham
In aasuo ki kasam
O mere bichade balam.