O Geet Nahin Ban Sakte Lyrics - Do Bhai | Mala Sinha | Ashok Kumar | Manmohan | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
O geet nahin ban sakte song is from Do Bhai (1969) and it is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.It stars Mala Sinha, Ashok Kumar, Manmohan, Asit Sen in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Brij, Rattan Kumar, Chander Sadanah. This song was released on 09 Feb 1969.
Lyrics
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara aaa
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Kisi mehfil mein
Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Dekhte unko dil dar jaata hai
Iss zamaane mein kuchh hamraaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Laralalala laralalala
Laralala laralala
Hahahahaha hahahahha hahahhaa hahahaha
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Aise mil jaati hai
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Jin ka matlab koyi na samjhe
Daastaane dil
Alfaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Duniya ke chehre par
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Jhooth pe sach ka dhokha ho jaata hai
In jahaan waalon ke andaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara.