Nind Aatee Hai Na Lyrics - Reema Sen | Nandini Singh | Rakesh Bapat | Udit Narayan

2002

Lyrics

Nind aatee hai na iss dil ko karar aata hai
Kya karu ae yaar mujhko tujhpe pyar aata hai
La la la la la la la la

Khub hasti hai machalati hai bahut khilati hai

Ek bas mere siva sab logo se milati hai
Mere hisse mein tera bas intezar aata hai
Kya karu ae yaar mujhko tujhpe pyar aata hai
La la la la la la la la

Nind aatee hai na iss dil ko karar aata hai
Kya karu ae yaar mujhko tujhpe pyar aata hai
La la la la la la la la.