Nazar Lage Na Sathiyo Lyrics - Des Pardes | Dev Anand | Mehmood | Kishore Kumar | Amit Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Nazar lage na sathiyo song is from Des Pardes (1978) and it is sung by Kishore Kumar, Amit Kumar, Manhar Udhas and Vijay.It stars Dev Anand and Mehmood in leading roles. This song is penned by Amit Khanna and composed by Rajesh Roshan. It is produced by Dev Anand, Amit Khanna, Navketan, Navketan International Films. This song was released on 29 Jun 1978.
Lyrics
are najar lage na sathiyo are ho o o o ho o o o
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka
are najar lage na sathiyo are ho o o o ho o o o
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka
waha mile the deke me hum tum kuchh pehle
yaha mile in vish maykhane me phir desi chhaile
hukka bidi pite the waha bandh ke resham pagdi
are kas ke but pehan ke suit aa baat kare koi tagdi
yaade waade sapne irade bhuli baate yaad kara de
jhatke fatke yuhi atke hai latke latke
ulta chor kotwaal ko daate ye dastur purana, hamne maana
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka
are soch samajh ke aage badhna aag ka ye ek dariya
dil walo se milna ho to banda hi ki ek zariya
waha wo jiwan sathi hai yaha roz naya sawariya
ye bhi thik hai, wo bhi thik hai, apna apna nazriya
jhumar payal bindiya kajal laaj nahi hai, na hai aanchal
roz baras ke ud jaata hai ye angreji husn ka jaadu
are do paatan ke bich me yaaro saabut bacha na koy, kyu roye ho
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka
ek din hamko bheja tha ab kisko bhej ke aaye
ham to dhakke kha baithe ab tum kya khane aaye
o baat karo kuch kheto ki tum jaha se ho ke aaye
yaha to pal pal dhuye ke maare dam bhi ghutata jaaye
aao aao unhe pilaao, soye huyo ko zara jaga lo
darte darte kaam hai karte, sau baar bache hai marte marte
khaao piyo mauj manaao mauka fir nahi aana, ore laana
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka
are najar lage na sathiyo are ho o o o ho o o o
aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori memo ka