Naraz savera hai, har oar andhera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye aayeNaraz savera hai, har oar andhera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye aayeNaraz savera haiZindagi tanhaaiyon ka karz hai, naam haiHar khushi dhalti hui dukh bhari shaam haiSaanson ke khazanon ka yeh waqt lutera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye, aayeNaraz savera haiRaat ki khaamoshiyon mein anasuna shor haiKheenchti bandhe bina hi kaun si ye dor haiBejaan salaakhon ne meri rooh ko ghera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye aayeNaraz savera haiWo mere bachpan ka mausam wo zamana kho gayaMaut ke saaye mein reh ke
Bejubaan main ho gayaZakhmon ki zameenon pe zulmon ka basera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye aayeNaraz savera hai, har oar andhera haiKoi kiran to aaye kahin se aaye aayeAaye aaye, aaye aayePart 2:Nazdeek savera hai, pal bhar ka andhera haiNazdeek savera hai, pal bhar ka andhera haiMere liye na ashq bahaao jao jaoNazdeek savera haiDe raha mujhko sadaayein woh khula aasmanLe rahi meri balaayein woh haseen waadiyanTum lao ujaalon ko sapna yehi mera haiDin hain khushi ke geet milan ke gao gaoGao gao, gao gao, gao gao