Nama gaya koi na koi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Nama gaya koi na koi namabar gaya
Nama gaya koi na koi namabar gaya
Teri khabar na aayi
Teri khabar na aayi zamana guzar gaya
Nama gaya koi na koi namabar gaya


Hansta hu yu ke hijr ki raate guzar gayi
Hansta hu yu ke hijr ki raate guzar gayi
Rota hu yu ke lutf e duaaye saher gaya
Teri khabar na aayi zamana guzar gaya
Nama gaya koi na koi namabar gaya
Ab mujko hai karaar to sab ko karaar hai
Dil kya thahar gaya ke zamana thahar gaya


Ya rab nahi mai waapise rudaad e zindagi
Ya rab nahi mai waapise rudaad e zindagi
Itna hi yaad hai ke jiya aur mar gaya
Teri khabar na aayi zamana guzar gaya
Nama gaya koi na koi namabar gaya.