Nahin fariyad karte hum song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Nahi fariyad karte hum
Tujhe bas yaad karte hum
Sanam teri kasam
Nahi fariyad karte hum
Tujhe bas yaad karte hum
Sanam teri kasam


Chupaye dil mein apna gham
Yuhi din raat jalte hum
Sanam teri kasam
Chupaye dil mein apna gham
Yuhi din raat jalte hum
Sanam teri kasam
Nahi fariyad karte hum
Tujhe bas yaad karte hum
Sanam teri kasam


Kisko sunaye apni kahani
Thandi thandi raato mein jalti jawani
Kisko sunaye apni kahani
Thandi thandi raato mein jalti jawani
Soye chain se aalam
Akele jagte hai hum
Sanam teri kasam
Sanam teri kasam
Teri kasam teri kasam teri kasam
Nahi fariyad karte hum
Tujhe bas yaad karte hum
Sanam teri kasam


Duniya meri barbad rahe
Tu shad rahe aabad rahe
Duniya meri barbad rahe
Tu shad rahe aabad rahe
Tere naam ki har dum
Japa karte hai mala hum
Sanam teri kasam
Sanam teri kasam
Teri kasam teri kasam teri kasam
Nahi fariyad karte hum
Tujhe bas yaad karte hum
Sanam teri kasam.