Nahi Dil Maine Tujhko Dena Nahi Lyrics - Baadshah | Shahrukh Khan | Twinkle Khanna | Anu Malik
in Movies
Watch the Video
Song Information
Nahi dil maine tujhko dena nahi song is from Baadshah (1999) and it is sung by Anu Malik.It stars Shahrukh Khan and Twinkle Khanna in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anu Malik. It is produced by Bhawar Jain, Girish Jain. This song was released on 27 Aug 1999.
Lyrics
nahi, dil maine tujhko dena nahi
nahi, dil maine tera lena nahi
jumma de gayi chumma, ho gaya hamma hamma
pahunch gayi woh khandala nachi woh chhamma chhamma
jumma de gayi
abb aayi meri bari oye kar le hamse yari
o swity tujhe dekh ke dil me baje siti
o baby don' t say may be
jumma de gayi
are may be may be karte karte chhut naa jaye gadi
koyi naa hoga aage pichhe phiregi mari mari
are maine pehle kabhi nahi dekha tha nakhara aisa
iss duniya me kaha milega item tere jaisa
usne sarkayi khatiya chhupi woh choli ke pichhe
abb aayi meri bari
meri heroine tera hero karta hai yeh wada
teri aur meri love story chalegi sabse jyada
apni yeh romantic jodi fit ho jayegi
public bolegi yeh picture hit ho jayegi
usake piya ji ghar aaye woh gayi theatre nau se barah
abb aayi meri bari