Nadiya Ke Paani Lyrics - Ashok Kumar | Meena Kumari | Leela Mishra | Lata Mangeshkar

1958

Lyrics

Nadiya ke paani o re
Nadiya ke paani chhup chhup jaiyo
Sajana se kahiyo
Bairi bin tere kaise bitegi jawani

Nadiya ke paani o re
Nadiya ke paani chhup chhup jaiyo
Sajana se kahiyo
Bairi bin tere kaise bitegi jawani

Mosam aaye mosam jaye
Sajan tum na aaye
Mosam aaye mosam jaye
Sajan tum na aaye
O bachpan ke meet
O bachpan ke meet
Tumhare bin ab raha na jaye
Nadiya ke paani o re
Nadiya ke paani chhup chhup jaiyo
Sajana se kahiyo
Bairi bin tere kaise bitegi jawani

Dil tumko pehchane
Lekin ye aankhiya bhrmaye
Dil tumko pehchane
Lekin ye aankhiya bhrmaye
In dono ke bich, in dono ke bich
Akele hum tadpe rah jaye
Nadiya ke paani o re
Nadiya ke paani chhup chhup jaiyo
Sajana se kahiyo
Bairi bin tere kaise bitegi jawani.