Naazuk dil hai tod na song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kadam hai rah ulfat mein
Lagi hai aas manzil ki
Are o dil ke malik
Laz rakh lena mere dil ki


Najuk dil hai tod na dena
Najuk dil hai tod na dena
Haye tod na dena
Sath hamara chhod na dena
Sath hamara chhod na dena
Najuk dil hai tod na dena
Haye tod na dena
Sath hamara chhod na dena
Sath hamara chhod na dena


Dil ne hamari is duniya mein
Sirf tumhi se pyar kiya hai
Pyar kiya hai
Dil ne hamari is duniya mein
Sirf tumhi se pyar kiya hai
Pyar kiya hai
Hum dono ne hath milakar
Ulfat ka ikrar kiya hai
Hath milakar chhod na dena
Najuk dil hai tod na dena
Haye tod na dena
Sath hamara chhod na dena
Sath hamara chhod na dena


Ye duniya hai pyar ki dushman
Sab hai lutere kaun khiwaiya
Ye duniya hai pyar ki dushman
Sab hai lutere kaun khiwaiya
Jeevan ke majdhar mein dekho
Doob na jaye pyar ki naiya
Naiya ka rukh mod na dena
Naiya ka rukh mod na dena
Najuk dil hai tod na dena
Haye tod na dena
Sath hamara chhod na dena
Sath hamara chhod na dena
Najuk dil hai tod na dena
Haye tod na dena
Sath hamara chhod na dena
Sath hamara chhod na dena.