Naa baba naa baba song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 11 Sep 2015.
Pyar Mohabbat ka is dil mein...

Pyar Mohabbat ka is dil mein,

Rog lagaun na baba,

na baba na baba...

Pyar Mohabbat ka is dil mein,

Rog lagaun na baba,

baithe baithe apne dil ko,

main tadpaun na baba...

na baba re na baba re...

Tera aaj to kehna hai,

Tu jaan se mujhpe marta hai,

jitna pyar kiya na kisi si,

utna pyaar tu karta hai,

mere naam ki hi tu apni,

har ik saanse bharta hai,

kal aur koi mil jaayega,

tera dil ye kahin lag jaayega,

tu mujhko bhool hi jaayega,

teri meethi baaton me...

teri meethi baaton me,

khud ko behkaun na baba,

na baba na baba.

na baba re na baba re.

sach hi kaha hai logon ne,

ye pyar ka khel nirala hai,

isme jeet nahi hoti,

har koi haarne wala hai,

na baba na baba humse,

ye nahi hone wala hai,

kyun jhoothe khwab sajaun main,

kyun apni neend udaun main,

kyun dil ka chain gavaun main,

jaanboojh kar aisa dokha...

jaanboojh kar aisa dokha,

kyun main khaun na baba,

na baba na baba,