Na tum bewafa ho song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Panchadeep Chitra. This song was released on 01 Jan 2018.
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai
Magar kya kare apani rahe juda hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai


Jaha thandi thandi hawa chal rahi hai
Jaha thandi thandi hawa chal rahi hai
Kisi ki mohabbat waha jal rahi hai
Jami aasaman hum se dono khafa hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai


Abhi kal talak to mohabbat jawan thi
Abhi kal talak to mohabbat jawan thi
Milan hi milan tha, judayi kaha thi
Magar aaj dono hi be aasara hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai


Jamana kahe meri raho me aa ja
Jamana kahe meri raho me aa ja
Mohabbat kahe meri baho me aa ja
Wo samajhe na majburiya apani kya hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai
Magar kya kare apani rahe juda hai
Na tum bewafa ho, na ham bewafa hai.