Na shehar mein hua - pyaar to hota hai pyaar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak Bahry. This song was released on 12 Sep 2003.
Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4
Na shehar mein hua... dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -4
Har saans mein ab teri baat hai
Meri zindagi ab mere sath hai
Tu ban gayi hai zarurat meri
Tere liye hai mohabbat meri
Maine suna isko toone suna
Yeh ishq hai dhadkanon ki sada
Dil pe chhaya hai iska kumaar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2
Aisa kabhi pehle hota na tha
Mera chain to aise khota na tha
Kaise hui aisi haalat meri
Paagal banaati hai chahat teri
Tujhko khabar na mujhe tha pata
Is dard ki na koi hai dava
Hum to rehne lage bekaraar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2
Na shehar mein hua na hi ghar mein hua
Pyaar to bas hua ik nazar mein hua
Yeh to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar -2
Pyaar to hota hai pyaar -2