Rahe na rahe hum, mahaka karengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe humMausam koi ho is chaman meRang banke rahenge in fiza meChahat ki khushabu,Yu hi zulfo se udegi, fizayo ya bahareYuhi jhumate, yuhi jhumate aur khilate rahengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe hum, mahaka karengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe humKhoye ham aise kya hai milnaKya bichhadna nahi hai, yad hamko
Guche me dil ke jab se aayeSirf dil ki zami hai, yad hamkoIsi sarazami, isi sarazami pe ham to rahengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe hum, mahaka karengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe humJab ham na hoge tab hamari khak peTum rukoge chalte chalteAshko se bhigi chadani meinIk sada si sunoge chalte chalteVahi pe kahi, vahi pe kahi ham tumse milengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe hum, mahaka karengeBan ke kali, ban ke saba, bage wafaa meinRahe na rahe hum.