Na Mukhda Mod Ke Jao, Baharon Ke Din Hai Hume Gale Se Lagao Lyrics - Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Na mukhda mod ke jao, baharon ke din hai hume gale se lagao song is from Chhoti Si Mulaqat (1967) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Vyjayanthimala, Uttam Kumar and Rajendra Nath in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Uttam Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
hame gale se lagao baharo ke din hai
hame gale se lagao baharo ke din hai
o ho ho o ho ho
na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
jawani aag ka tufa hai sah na paogi
bina hamare akeli bhi rah na paogi
bina hamare akeli bhi rah na paogi
hame sahara banao baharo ke din hai
hame gale se lagao baharo ke din hai
o ho ho o ho ho
na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
janam janam ka sathi ye tumhi pe marta hai
janam janam ka sathi ye tumhi pe marta hai
har ek sans me tumko hi yaad karta hai
har ek sans me tumko hi yaad rakhta hai
hame na dil se bhulao baharo ke din hai
hame gale se lagao baharo ke din hai
o ho ho o ho ho
na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
meri dua hai salamat tera sabab rahe
meri dua hai salamat tera sabab rahe
koi rahe na rahe tu to abad rahe
koi rahe na rahe tu to abad rahe
jara to hosh me aao baharo ke din hai
hame gale se lagao baharo ke din hai
o ho ho o ho ho
na mukhda mod ke jao baharo ke din hai