Na idhar dekhna na udhar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Bohra. This song was released on 01 Jan 2018.
Na idhar dekhna na udhar dekhna
Kya ishara kare ye najar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhta kya hota hai
Dekhta kya hota hai


Kaun jane ki kya hona hai
Muskurana hai ke rona hai
Aaj ki sab sochle ye tu
Jagna hai ke bas sona hai
Aag lag jaye na bekhabar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhta kya hota hai
Dekhta kya hota hai
Na idhar dekhna na udhar dekhna
Kya ishara karegi najar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai


Hamne mana tujhse pahre hai
Ye andhere bade gahre hai
Samne tej aaftabo ki
Ye andhere kabhi thahre hai
Muskurao kiran ki sahar dekh lo
Dekhna kya hota hai
Dekhta kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Na idhar dekhna na udhar dekhna
Kya ishara karegi najar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai


Aasma se khabar aayi hai
Ke kayamat idhar aayi hai
Sab gunehgar kap uthe hai
Ye maut shayad najar aayi hai
Mai jidhar dekhu sare udhar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Na idhar dekhna na udhar dekhna
Kya ishara karegi najar dekhna
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai
Dekhna kya hota hai.