Na hindu jalta hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Na hindu jalta hai na
Musalman jalta hain
Na hindu jalta hai na
Musalman jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain
Sheitano ki holi
Mein insaan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain


Jahan barso se khada thaa
Wahin insaan khada hai
Jahan barso se khada thaa
Wahin insaan khada hai
Sadiyaan guzar gayi
Naadan pada hain
Na geeta jalti hain
Na khuraan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain
Sheitano ki holi mein
Insaan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain


Masjid koi dhaye
Koi mandir ko giraye
Masjid koi dhaye
Koi mandir ko giraye
Basti mein koi chahein
Jahan aag lagaye
Allah allah allah
Allah jalta hain na
Bhagwan jalta hain
Na hindu jalta hai
Na musalman jalta hain
Sheitano ki holi
Mein insaan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain


Ye koan sa nasha
Hain zara hosh mein aao
Ye koan sa nasha
Hain zara hosh mein aao
Soye huye iss kom
Ke reh par jagao
Nafrat ki aandhiyon
Mein hindustaan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain
Na hindu jalta hai
Na musalman jalta hain
Sheitano ki holi
Mein insaan jalta hain
Dharm jalta hain
Na imaan jalta hain.