Aankhon ki main song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hain
Baahar mein kyun pee ne jaaun
Jab maikhana ghar mein hain
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hai


Raahe khatam safar baaki hai
Dhal gaya sooraj aao chale
Raahe khatam safar baaki hai
Dhal gaya sooraj aao chale
Manzil do hain paati jaate
Asal thikana ghar mein hi hai
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hai


Mehfil mehfil ek ruswaai
Daaman daaman saath mile
Mehfil mehfil ek ruswaai
Daaman daaman saath mile hai
Lekin main iss baat pe khush hoon
Ghar ka khesa ghar mein hai
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hai


Apna zameer to shor mein ghum hai
Shor huaa hain ghum uss mein hai
Apna zameer to shor mein ghum hai
Shor huaa hain ghum uss mein hai
Bheed mein hardam rehane wala
Kitna akela ghar mein hain
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hai
Baahar mein kyun pee ne jaaun
Jab maikhana ghar mein hain
Aankhon ki main jaam labon ke
Zulfon ka saaya ghar mein hai.