Mushkil Hai Mushkil Bachana Mera Teere Nazar Ka Nishana Lyrics - Sherni | Sridevi | Ranjeet | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mushkil hai mushkil bachana mera teere nazar ka nishana song is from Sherni (1988) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Sridevi and Ranjeet in leading roles. This song is penned by Nida Fazli and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Pawan Kumar. This song was released on 13 May 1988.
Lyrics
tumhare ishq ke andaz se waqif hai hum lekin
hamare husn katil ki bhi hai soharat zamane me
tumhare samne hum hai hamare samne tum ho
zara dekhe to kitna zor hai kiske nishane me
mushkil hai mushkil bachana mera tire nazar ka nishana
mushkil hai mushkil bachana mera tire nazar ka nishana
aaj dekhega sara zamana mera tire nazar ka nishana
ye hai tire nazar ka nishana
jawa jisam bijli khuli zulf sawan
jawa jisam bijli khuli zulf sawan
sambhalna na das le jawani ki nagan
rat dhalne do dor chalne do rat dhalne do dor chalne do
meri nashili adao ka mosam kar dega diwana ye hai ye hai
ye hai tire nazar ka nishana
arey mushkil hai mushkil bachana
mera tire nazar ka nishana ye hai tire nazar ka nishana
nigaho se maru adao se maru nigaho se maru adao se maru
wafao se maru jafao se maru
jane mehfil ho husne katil ho jane mehfil ho husne katil ho
aasan nahi aaj jalvo se mere jaan bachakar jana ye hai ye hai
ye hai tire nazar ka nishana mushkil hai mushkil bachana
mera tire nazar ka nishana ye hai tire nazar ka nishana
akele ho tum bhi akele hai hum bhi
isi rat ki aarzu thi hamesha mulakat ka aaj moka mila hai
tumhari hume zustzu thi hamesha
tumhe kya yaad hoga purani
yaad hu mai inhi diwaro dar me
ghuti fariyad hu mai ghuti fariyad hu mai
jise luta hai tumne vahi barbad hu mai vahi barbad hu mai
yaha kyu aayi hu mai irada jan jao
sitam ki umar kam hai sitamgar jan jao sitamgar jan jao
tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao
tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao mujhe pehchan jao