Munni Badnaam Hui Lyrics - Dabangg | Salman Khan | Sonakshi Sinha | Anupam Kher | Mamta Sharma | Aishwarya
in Movies
Watch the Video
Song Information
Munni badnaam hui song is from Dabangg (2010) and it is sung by Mamta Sharma and Aishwarya.It stars Salman Khan, Sonakshi Sinha, Anupam Kher, Sonu Sood in leading roles. This song is penned by Lalit Pandit and composed by Lalit Pandit. It is produced by Arbaaz Khan, Malaika Arora Khan, Dhillin Mehta. This song was released on 10 Sep 2010.
Lyrics
Munni badnaam hui darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re
Le zandu balm hui, darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re
Le zandu balm hui, darling tere liye
Le zandu balm hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye
Shilpa sa figure, Bebo si adaa [Bebo si adaa]
Shilpa sa figure, Bebo si adaa, Bebo si adaa
Hai mere jhatke mein filmi maza, re filmi maza
Haaye tu na jaane mere nakhre pe
Haaye tu na jaane mere nakhre pe lakhon rupaiya udaa
Ve main taksaal hui darling tere liye
Cinema hall hui darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Hey munni, hey munni
O munni ve, o munni ve
Tera gali gali mein charcha ve
Hai jama ishq da, ishq da parcha re
Jama ishq da, ishq da parcha re
O munni re
Kaise anaari se paala pada ji paala pada
Ho kaise anaari se paala pada ji paala pada
Bina rupaiye ke aake khada mere peeche pada
Popat na jaane mere peeche woh Saifu
(Haaye haaye maar hi daalogi kya)
Popat na jaane mere peeche Saifu se leke lambhu khada
Item yeh aam hui darling tere liye
Item yeh aam hui darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Hai tujh mein poori botal ka nasha [botal ka nasha]
Hai tujh mein poori botal ka nasha [botal ka nasha]
Dhalte budhape ko kar de jawan, re kar de jawan
Hothon pe gaali teri aankhein dunaali [haaye]
Hothon pe gaali teri aankhein dunaali re de hai jiya
Tu atom bomb hui darling mere liye
Munni badnaam hui darling mere liye
Munni badnaam hui darling mere liye
Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re
Le zandu balm hui, darling tere liye
Munni badnaam hui darling tere liye
Baat yeh aam hui darling tere liye
Be-Hindustan hui darling tere liye
Amiya se aam hui darling mere liye
Le zandu balm hui darling mere liye
Cinema hall hui tere tere tere liye
Aage badnaam hui haan ji haan tere liye
Le sareaam hui darling tere liye
Darling tere liye
Darling tere liye
Darling tere liye