Humka Peeni Hai Lyrics - Dabangg | Salman Khan | Sonakshi Sinha | Anupam Kher | Wajid Khan | Master Saleem
in Movies
Watch the Video
Song Information
Humka peeni hai song is from Dabangg (2010) and it is sung by Wajid Khan, Master Saleem and Shadab Sabri.It stars Salman Khan, Sonakshi Sinha, Anupam Kher, Sonu Sood in leading roles. This song is penned by Jalees Sherwani and composed by Sajid Ali, Wajid Ali. It is produced by Arbaaz Khan, Malaika Arora Khan, Dhillin Mehta. This song was released on 10 Sep 2010.
Lyrics
Prem gali yeh saankri
Gaye daroga ji bhool
Latt daari re, daari re, latt daari hai
Aisi baanri rahe adhar mein jhool
Kaari aankhon ke paimane
Paimane kaari aankhon ke
Ho do-do zinda hai maikhane
Maikhane kaari aankhon ke..
Haan kaari aankhon ke paimane
Paimane kaari aankhon ke
Do-do zinda hai maikhane
Maikhane kaari aankhon ke
Na kar saaqi adiya wadiya
Peeni hai peeni peeni hai
Haaye.. Na kar saaqi adiya wadiya
Peeni hai peeni peeni hai
Arre dekh le zaalim ratiyan
Jeeni jeeni hai, jeeni jeeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Arre chhatiya mein sookha ki bijri si kaundhe
Hamanwa kahe re pehli fursat mein pee le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Aa bhar jaaye manwa tu aisi pilayi de
Aisi pilayi de, aisi pilayi de
Humka pilayi de de saaqi, aisi pilayi de
Arre aadat apni sasuri bahut kameeni hai, bahut kamini hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Humka peeni hai, peeni hai, humka peeni hai
Ho.. Thaana mein baithe daroga ji le hichki
Ho ho ho.. Lagta hai sahib ne maari hai chuski
Thaana mein apne tu bhatti lagai le
Ae thaana mein apne tu bhatti lagai le
Re dhaar bal nikle tu munh se satayi le
Munh se satayi le, munh se satayi le
Munh se satayi le babu munh se satayi le
Tabiyat inki dekho bahut rangeeni hai, bahut rangeeni hai
Humka peeni peeni peeni humka peeni hai