Mumma Ki Parchai Lyrics - Kajol | Riddhi Sen | Tota Roy Chowdhury | Ronit Sarkar
2018
About this song
- Presented By: Ajay Devgn & Jayantilal Gada (pen)
- Label:: Saregama India Ltd.
- Title - Mumma Ki Parchai
- Starcast - Kajol, Riddhi Sen, Tota Roy Chowdhury, Neha Dhupia
- Director - Pradeep Sarkar
- Produced By - Ajay Devgn, Dhaval Jayantilal Gada & Aksshay Jayantilal Gada
- Co-produced by - Kumar Mangat Pathak, Vikrant Sharma, Reshmaa Kadakia, Kushal Kantilal Gada, Neeraj Gala
- Singer - Ronit Sarkar
- Music Director - Amit Trivedi
- Lyricist - Swanand Kirkire
- Choreographer - Ranju Varghese
- Cinematographer - Sirsha Ray
- Film Editor - Dharmendra Sharma
Lyrics
Haan main jahaan bhi jaaun
Woh mere piche piche piche piche aayi
Facebook pe pehla like bani
Ha…
Playlist me loriya ghusayi
Meri fifa wali team main
Meri mumma kahaan se aayi
Mere play station ki screen pe
Meri mumma ki parchai
Woh mere piche piche piche piche aayi
Facebook pe pehla like bani
Ha…
Playlist me loriya ghusayi
Meri fifa wali team main
Meri mumma kahaan se aayi
Mere play station ki screen pe
Meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho.. Meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai…
Ho din ho ya ho raat ho
Inka har pal melodrama
Aadhi raat ko mere room ke
Avein gasht lagaana
Blanket odhaane ke naam pe
Meri saanse soonghne aana
Kapde dhone ki aad mein
Meri jeb ki checking karte hi jaana ho…
Mere kamre mein chupke se
Koi ladki to nahi aayi
Blackmailing expert hai jhatt se
Aankh me aansu layi, ho…
Mere twitter par bhi trend kare
Meri mumma ki parchai
Mere life me bas extend kare
Meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho… meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Main restaurant mein khaaun
Yeh bole khaao ghar ke khaana
Main ghar pe chill karun to
Ye chaahe kahin bahar jana
Bete se zyada pyara hai
Inko koi dabba purana
Tum aao na aao ghar wapas
Mera dabba laana zaroor…
Inki court inke hi favour mein sunwaai
Jab chaahe meri dost bani
Warna amma bann ghurrai ho…
Mere kehne pe bhi na bend kare
Meri mumma ki parchai
Mere life mein permanent rahe
Meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai
Ho…meri mumma ki parchai
Meri mumma ki parchai