Manzilo ko rasto se jodna hogaRaste bhatke jo saare haiAb toh turfo ko palatkar dekhna hogaKitne ghar usne ujaade haiAur na seh payenge, aise na reh payengeAur na seh payenge, aise na reh payengeDubenge ya paar jayengeTujhe ilzam na denge, tujhe ilzam na dengeTujhe ilzam na denge ae khudaIlzam na denge, tujhe ilzam na dengeTujhe ilzam na denge ae khudaKaisi lachari re aaj hamari reLut gayi aankho ke aage duniya hamari reKaise ji payenge, kaise khud ko samjhayengeAag lagi hai man me kaise bujhayengeBebaso ki bhid se ab hum nikalne ke
Raste khud hi banayengeAur na seh payenge, aise na reh payengeDubenge ya paar jayengeTujhe ilzam na denge, tujhe ilzam na dengeTujhe ilzam na denge ae khudaAa gaye hai hum kaha, ye zami ye aasmaSab hume aankhe dikhate haiBairi hai sara jahan jaye to jaye kahaSoch kar hum seham jaate haiPhir bhi ummido ka thame hath hum apniSoi kismat ko jagaayengeAur na seh payenge, aise na reh payengeDubenge ya paar jayengeTujhe ilzam na denge, tujhe ilzam na dengeTujhe ilzam na denge ae khudaIlzam na denge, tujhe ilzam na dengeTujhe ilzam na denge ae khuda.