Mujhe tumse mohabbat hai song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1970.
Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Yeh khel nahi hai dil kisise lagana

Tum dil ko lagake

Mujhe bhul na jaana

Yeh khel nahi hai dil kisise lagana

Tum dil ko lagake

Mujhe bhul na jaana

Aye sanam mujhse puchho

Kitni ulfat hui hai

Aye sanam mujhse puchho

Kitni ulfat hui hai

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Kyun chain mera ab khone laga hain

Tumhe kya bataaun kya hone laha hain

Kyun chain mera ab khone laga hain

Tumhe kya bataaun kya hone laha hain

Aye sanam mujhse puchho

Kaisi haalat hui hai

Aye sanam mujhse puchho

Kaisi haalat hui hai

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Aye sanam mujhse puchho

Kitni chahat hui hai

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak

Mujhe tumse mohabbat hai

Deewanagi ki haddh tak

Deewana mujhe banaao na

Deewanagi ki haddh tak