Mujh jaisa kaun sharabi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1993.
Door har agan nach karti hain
Rooh mein dhal ke
Rabs karti hain
Main se aata hain
Khubiyan kar nikhaar
Main to tehzeeb sqas karti hain


Aklmat ko bawaar main noshi
Teer magar kis kadar ke mast na ho
Aadami ka ab khaana dil peekar
Hosh ke warkade se ast na ho


Mujh jaisa kaun sharabi
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse
Mera nasha galat nahi hain
Mera nasha juda hain sabse
Mera nasha juda hain sabse
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse


Ek roj khulla darwaza
Aur daulat ghar mein aayi
Ek roj khulla darwaza
Aur daulat ghar mein aayi
Mera hosh laga tharrane
Yun usne aankh milaayi
Mere dil ne kahan sun pagale
Mere dil ne kahan sun pagale
Ye aeher wafa do din ka
Ye aeher wafa do din ka
Daulat ki hakikat kyaa hain
Daulat ki hakikat kyaa hain
Daulat ka nasha do din ka
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse


Daulat ko jab kiya baahar
Phir suhrat ghar mein aayi
Daulat ko jab kiya baahar
Phir suhrat ghar mein aayi
Main jhoom utha masti mein
Lee usne yun angadaai
Mere dil ne kahana sun pyaare
Mere dil ne kahana sun pyaare
Ye saara maza do din ka
Ye saara maza do din ka
Suhrat ki hakikat kyaa hain
Suhrat ki hakikat kyaa hain
Suhrat na nasha do din ka
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse


Ek roj mili raste mein
Taaqat ki raaj kumaari
Ek roj mili raste mein
Taaqat ki raaj kumaari
Boli ke charan chhu mere
Aur jeet le duniya saari
Mere dil ne kahan sun baba
Mere dil ne kahan sun baba
Ye saara silla do din ka
Ye saara silla do din ka
Taaqat ki hakikat kyaa hain
Taaqat ki hakikat kyaa hain
Taaqat ka nasha do din ka
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse


Jogi kabhes badal kar
Dil ik din ghar mein aaya
Jogi kabhes badal kar
Dil ik din ghar mein aaya
Samjha na saki jo duniya
Woh usne mujhe samjhaya
Daulat ik ret ka ghar hain
Sohrat ka mehel bhi kachcha
Sohrat ka mehel bhi kachcha
Insaan ka pyaar ho jismein
Insaan ka pyaar ho jismein
Bas wohi nasha hain sachcha
Insaan ka pyaar ho jismein
Bas wohi nasha hain sachcha
Mera nasha galat nahi hain
Mera nasha juda hain sabse
Mera nasha juda hain sabse
Mujh jaisa kaun sharabi
Meri adda juda hain sabse.