Mori dahiya balam ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B.N. Pandey, R.S. Dube. This song was released on 17 Nov 1982.
Mehfil mein aayi mehfil mein aayi
Nazre milaye paan vaan khaiye
Khushboo udaiye
Magar jaane man mere gore badan ko
Khuda ke liye aise hath na lagaiye kyunke
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re


Jaisi ganga ki lehar aisa mera gora badan
Jaisi ganga ki lehar
Jaisi ganga ki lehar aisa mera gora badan
Khila khila yeh jawani ka khush gawar chaman
Yeh chaman uske liye yeh badan wohi chhuye
Mera dil maan chuka jisko ek baar sajan
Karu saari umar tabedari re
Karu saari umar tabedari re
Karu saari umar karu saari umar tabedari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re


Mere shabab pe chalta kisika zor nahi
Mere shabab pe
Mere shabab pe chalta kisika zor nahi
Main wo patang nahi jiski koi dor nahi
Zamana mujhpe mare fareb laakh kare
Chura le mujh se mujhe aisa koi chor nahi
Kare balma meri pehredari re
Kare balma kare balma meri pehredari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Kaahe maare nazar duniya sari re
Mori dahiya
Mori dahiya balam ki zamindari re
Mori dahiya balam ki zamindari re.