Mohabbat ki bas itni dastan hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Amarnath. This song was released on 01 Jan 2018.
Sitare dub chale
Raat dhalne wali hai
Chale phie aake
Duniya badlne wali hai
Tumhe kasam hai na
Kar na meri judai ka gham
Hawaye lakh chale
Shamma jalane wali hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Bahare bahare
Char din ki phir phija hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Bahare bahare
Char din ki phir phija
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai


Ujale ko taraste
Hai badi viran hai
Ye mahobbat ki rahe
Kahaa hai kahaa hai
Chand mere tu kahaa hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Mazaa milane ka
Aata hai bichade ke
Mahobbat rang
Lati hai ujada ke
Judai
Judai do dilo ka
Imtihaan hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai
Bahare bahare
Char din ki phir phija
Mohabbat ki bus
Itni dastaan hai.