Mohabbat ka nagma song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vikram Production. This song was released on 01 Jan 2018.
Mohabbat ka nagma juba par na aata
Mohabbat ka nagma juba par na aata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mukaddar na jane kaha leke jata
Mukaddar na jane kaha leke jata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mohabbat ka nagma juba par na aata


Mera jajba aye dil mere kam aaya
Mujhse ye khushi hai tumhe maine paya
Meri jindagi thi ek aawara badal
Jise tumne jane bahara banaya
Jise tumne jane bahara banaya
Ummido ka gulshan na yu muskurata
Ummido ka gulshan na yu muskurata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mukaddar na jane kaha leke jata
Mukaddar na jane kaha leke jata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mohabbat ka nagma juba par na aata


Tumhi se ye dil ki khushi maine payi
Mohabbat bhi mujhko tumhi ne sikhayi
Jaha jindagi thi mili mujhko rahe
Tumhari tamanna waha leke aayi
Tumhari tamanna waha leke aayi
Mujhe kaun manjil ka rashta dikhata
Mujhe kaun manjil ka rashta dikhata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mukaddar na jane kaha leke jata
Mukaddar na jane kaha leke jata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mohabbat ka nagma juba par na aata
Agar tum na milte agar tum na milte
Mohabbat ka nagma juba par na aata.