Mohabbat Ho Jaye Lyrics - Classic Dance Of Love | Rajesh Khanna | Mithun Chakraborty | Naveen Nischol | Sukhwinder Singh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mohabbat ho jaye song is from Classic Dance Of Love (2005) and it is sung by Sukhwinder Singh.It stars Rajesh khanna, Mithun Chakraborty, Naveen Nischol, Meghna Naidu in leading roles. This song is penned by Sukhwinder Singh and composed by Sukhwinder Singh. It is produced by Babbar Subhash. This song was released on 18 Mar 2005.
Lyrics
Sare sitarein bujh jaye
Tere husn ke aage jhuk jaye
Ishq tera jo naach ke itre
Ishq tera jo naach ke itre
Chand pighal ke chup jaye
Ishq tera jo naach ke itre
Chand pighal ke chup jaye
Chall aaaj mohabbat
Mohabbat mohabbat
Mohabbat ho jaye
Mohabbat ho jaye
Mohabbat mohabbat
Mohabbat mohabbat kho jaye
Sare sitarein bujh jaye
Tere husn ke aage jhuk jaye
Ishq tera jo naach ke
Itre chand pighal ke chup jaye
Ankhon mein tere woh masti hain
Dil hi dil main tu hasti hain
Mane na mane tu janu main
Ishq ki basti si basti hain
Ankhon mein tere woh
Dil hi dil main tu
Ankhon mein tere woh masti hain
Dil hi dil main tu hasti hain
Mane na mane tu janu main
Ishq ki basti si basti hain
Ishq tera jo naach ke utre
Ishq tera jo naach ke utre
Chand pighal ke chup jaye
Mohabbat mohabbat
Mohabbat mohabbat
Mohabbat kho jaye mohabbat
Ban than ke tu jo nikalti hain
Mausam ki niyat bighadti hain
Jitna sambhalu main is dil ko
Utni hi halat bighadti hain
Ban than ke
Ban than ke tu jo nikalti hain
Mausam ki niyat bighadti hain
Jitna sambhalu main is dil ko
Utni hi halat bighadti hain
Ishq tera jo naach ke itre
Chand pighal ke chup jaye
Mohabbat mohabbat
Mohabbat mohabbat kho jaye
Chall aaj mohabbat
Mohabbat mohabbat
Mohabbat kho jaye.