Mizaaj Uska Abhi Samjha Nahin Hai Lyrics - Pamela Singh

2008

Lyrics

Mizaaj uska abhi samjha nahin hai
Mizaaj uska abhi samjha nahin hai
Woh baadal hain magar barsa nahi hain
Woh baadal hain magar barsa nahi hain

Bas ik uljaa huaa kissa hi samjho
Bas ik uljaa huaa kissa hi samjho
Kisi surat se woh khulta nahi hain
Kisi surat se woh khulta nahi hain
Mizaaj uska abhi samjha nahin hai
Woh baadal hain magar barsa nahi hain
Woh baadal hain magar barsa nahi hain

Shikayat kar rahi thi uski aankhein
Shikayat kar rahi thi uski aankhein
Kahin raato se woh soya nahi hain
Kahin raato se woh soya nahi hain
Mizaaj uska abhi samjha nahin hai
Woh baadal hain magar barsa nahi hain
Woh baadal hain magar barsa nahi hain

Kafil us sakqs ki taarif kyaa ho
Kafil us sakqs ki taarif kyaa ho
Woh sabkuchh hain magar mera nahi hain
Woh sabkuchh hain magar mera nahi hain
Mizaaj uska abhi samjha nahin hai
Woh baadal hain magar barsa nahi hain
Woh baadal hain magar barsa nahi hain.