Ab maza aayega satanne mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Nov 2008.
Aarsa jisko log kehate the
Aaj woh peeke ladkhadaya hain
Woh jo kehata tha main boori e she
Aaj woh maikade mein aaya hain


Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein


Tera kyaa jaayega bata saaqi
Tera kyaa jaayega bata saaqi
Tera kyaa jaayega bata saaqi
Muskura kar humein peelane mein
Muskura kar humein peelane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein


Gir gaya mere hath se saagar
Gir gaya mere hath se saagar
Gir gaya mere hath se saagar
Saaqiya tere aane jaane mein
Saaqiya tere aane jaane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein


Log darte hain kyun bata raahi
Log darte hain kyun bata raahi
Log darte hain kyun bata raahi
Maikade ka pata bata ne mein
Maikade ka pata bata ne mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Shaikha ji aur sharab khane mein
Ab maza aayega satanne mein
Ab maza aayega satanne mein.