Meri Gori Gori Baahen Lyrics - Banarasi Babu | Govinda | Shakti Kapoor | Bindu | Alka Yagnik | Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Meri gori gori baahen song is from Banarasi Babu (1998) and it is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.It stars Govinda, Shakti Kapoor, Bindu, Kader Khan in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by Nandu Tolani. This song was released on 30 Jan 1998.
Lyrics
Tu tu turu turu turu
Ab kaisa ghabrana hai, ab kaisa sharmana
Meri gori gori baahen, baahon mein aa jaana..

Aise kyon darta hai, kyon aahein bharta hai
Na sar pe pallu daale, na mujhse sharmaaye
Na dheere dheere bole, na choodi khankaaye

Yeh kaisi dulhan hai, yeh meri uljhan hai
Meri gori gori baahen, baahon mein aa jaana..
Ab kaisa ghabrana hai, ab kaisa sharmana
Tu mera Romio, main teri Juliet
Aa tujhpe daal doon bikhri bikhri yeh lat

Main chhora gaanv ka angrezi mem tu
Ghoonghat pat daal ke aa mere ru-ba-ru
Meri uljhi uljhi zulfein, zulfon ko suljhana
Ab kaisa ghabrana hai, ab kaisa sharmana
Na sar pe pallu daale, na mujhse sharmaaye
Na dheere dheere bole, na choodi khankaaye
Gaalon ko choom le baahon mein jhool ja
Hothon ka rang le le duniya ko bhool ja
Gaalon ko choom le baahon mein jhool ja
Hothon ka rang le le duniya ko bhool ja
Na koi sharm hai na koi laaj hai
Tore is rog ka ab kya ilaaz hai