Meri galiyo ki nishani song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Meri galiyo ki nishani wo paani
Sajan yaad rakhna badi meharbani
Meri galiyo ki nishani wo paani
Sajan yaad rakhna badi meharbani


Bhul jana tum ye fizaye
Ye thandi hawaye
Aah bhar lena chup se
Jo hum yaad aaye
Jo hum yaad aaye
Kya bharosha hai dam ka
Ye duniya hai pani
Ye duniya hai pani
Sajan yaad rakhna badi meharbani
Meri galiyo ki nishani wo pani
Sajan yaad rakhna badi meharbani


Hum rahe na rahe par rahe
Bahta paani hamari nishani
Thahar jana jo tumko
Pukare rawani pukare rawani
Lahar uthke bolegi
Meri jubani meri jubani
Sajan yaad rakhna badi meharbani
Meri galiyo ki nishani wo pani
Sajan yaad rakhna badi meharbani.