Meri Dushman Hai Yeh Lyrics - Main Tulsi Tere Aangan Ki | Vinod Khanna | Neeta Mehta | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Meri dushman hai yeh song is from Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Vinod Khanna and Neeta Mehta in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Raj Khosla. This song was released on 04 Aug 1978.
Lyrics
meri dushman hai ye, meri uljhan hai ye
bada tadpati hai dil tarsati hai, ye khidki khidki
ye khidki
ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai
meri dushman hai ye, meri uljhan hai ye
bada tadpati hai dil tarsati hai, ye khidki khidki
ye khidki
ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai
lagta hai mela na jane kaha, ashiq jama hote hai yaha
are sabko pata hai ye dastaa, is ghar me hai ek ladki jawa
ankhen uthake jhukake guzro is gali se, aane jane walo se kahati hai
ye khidki
ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai
gum ki ghata ye chat jayegi, raho se diwar fat jayegi
jab samne se hat jayegi, ghunghat me gor isimat jayegi
ek roj khul jayegi tut ke ye, kitni najro ke teer sahti hai
ye khidki jo bandh rahti hai, ye khidki jo bandh rahti hai
aaye kabhi chaubhare mai wo, kuch soche mere bare mai wo
are bate kare jo ishare me wo, chhup si khadi hai us kinare me wo
is par mai us par woh hai, nadiya bich mai bahti hai