Meri behna song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Purnachandra Rao. This song was released on 08 Apr 1983.
Meri behna
Ho meri behna deewaani hai
Meri behna deewaani hai
Par wo samajhti hai
Sabse wo sayaani hai
Mera bhaiyya
Ho mera bhaiyya deewaana hai
Par wo samajhta hai
Sabse wo sayaanaa hai
Meri behna
Ho mera bhaiyya


Raksha kare bhagwaan tumhaari
Raksha kare bhagwaan tumhaari
Tumse hai har baat hamaari
Dar mat behna
Baandhh de raakhi
Us rab pe sab chhod de baaqi
Duniyaa aani jaani hai
Meri behna deewaani hai
Par wo samajhti hai
Sabse wo sayaani hai
Mera bhaiyya
Ho meri behna


Raakhi ka tyohaar manaayen
Raakhi ka tyohaar manaayen
Aao jhhoomen naachen gaayen
Yaad wo aayi raat andheri
Ek behan thhi aur bhi meri
Uska baaqi karz hai mujhpar
Uska badla farz hai mujhpar
Jiski ye kahaani hai
Meri behna deewaani hai
Par wo samajhti hai
Sabse wo sayaani hai
Mera bhaiyya deewaanaa hai
Par wo samajhta hai
Sabse wo sayaanaa hai
Meri behna
Ho mera bhaiyya.