Kabhi na kabhi to kahin na kahin song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Purnachandra Rao. This song was released on 08 Apr 1983.
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Hey kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Baaton baaton mein, aankhon aankhon mein
Lambi raaton ki neend udd jaayegi
Tauba re, tauba re..

Aye kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Pyasi nigahein, pyasa dil, pyasa dil, pyasa dil
Aise to jeena hai mushqil, hai mushqil, hai mushqil
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to koi na koi to
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Koi na koi to barsaat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Meri tarah sharminda hain
Ummeed pe saare zinda hain
Meri tarah sharminda hain
Ummeed pe saare zinda hain
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to koi na koi to
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Koi na koi to saugaat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi

Angaron pe, talwaron pe
Naachoon main sabke ishaaron pe
Angaron pe, talwaron pe
Naachoon main sabke ishaaron pe
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to kisi na kisi ki
Kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi ki dhuri mere hath hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi
Baaton baaton mein, aankhon aankhon mein
Lambi raaton ki neend udd jaayegi
Tauba re, tauba re..

Aye kabhi na kabhi to kahin na kahin to
Kisi na kisi se mulaaqat hogi
Dil ki baat hogi, chaand raat hogi