Mere dukh ki koi dawa song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujhko mujhse abhi juda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo


Na-khuda ko khuda kaha hain to phir
Na-khuda ko khuda kaha hain to phir
Doob jaao khuda-khuda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo


Ye sikhaya hain dosthi ne hame
Ye sikhaya hain dosthi ne hame
Dosth bankar kabhi wafa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo


Ishq hain ishq ye mazaq nahin
Ishq hain ishq ye mazaq nahin
Chand lamhon mein faishlaa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo


Aashiqi ho ke bandagi faakir
Aashiqi ho ke bandagi faakir
Be-dili se to ye fida na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo.