Mera dil todkar jaane waale song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mera dil tod kar jaanewaale
Mera dil tod kar jaanewaale
Kya tumhaari mohabbat yahi hai ae
Kya tumhaari mohabbat yahi hai
O meri zindagi ke ujaale
O meri zindagi ke ujaale
Kya tumhaari mohabbat yahi hai ae
Kya tumhaari mohabbat yahi hai


Maine chun kar ummeedon ke tinke
Maine chun kar ummeedon ke tinke
Pyaar ka aashiyaana banaaya
Pyaar ka aashiyaana banaaya
Aag usmein laga jaane waale
Aag usme laga jaane waale
Kya tumhaari mohabbat yahi hai ae
Kya tumhaari mohabbat yahi hai


Tumne manjhdhar mein mujhko chhoda aa
Tumne manjhdhar mein mujhko chhoda
Khud kinaare pe tum hans rahe ho
Tum hans rahe ho
Mere roney pe o hansne waale
Mere roney pe o hansne waale
Kya tumhaari mohabbat yahi hai ae
Kya tumhaari mohabbat yahi hai


Kya tumhaari mohabbat yahi hai
Kya tumhaari mohabbat yahi hai.