Mehfil mein aakar song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravikant Nagaich. This song was released on 01 Jan 2018.
Aankhon mein jalte angare
Sine mein patthar ka dil hai
Hum hai chor lutere daku
Ye mehfil apni mehfil hai


Hey mehfil mein aakar
Saqi banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba
Mehfil mein aakar
Saqi banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba


Mara kisi ko luta kisi ka
Jisne bhi maal khajana hai
Duniya se ek din jana hai usko
Sab kuchh yahin rah jana hai
Mehfil mein aakar saqi
Banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba.